Islami muashraa or in m
itfak or babarkat k sath rehna , bhaichara ko qayyam rakhna hi puramman Islamic
nation ki nashani ha . Muslim bhaiyoun or behno me apas m pyar or nazm o zabtrehny
k liya Islam ny ak dosry py hamary haqooq qayyam kiya hain. Ek muslim bhi k
dosry muslim py yeh haqooq hain kin py
ammal kr k bhaichara ko frog dia ja skta ha
A Muslim Has Six Rights over
another Muslim
(1) When you get it to
greeting
(2) When called upon to
attend
(3) When they answer you
sneeze
(4) When he visited sick
(5) When he dies you
attend his funeral
(6) And what they would
like for themselves like this.
1: Jb ic sy mily to salam
kary
2: Jb musim bhi bulay to
hazar ho
3: Jb wo chenkay to jawab
dy
4: Kb wo bemar ho os ki ayyadat
ko jay
5: Jb wo mar jay to os k
janaza m shreek ho
6: Jo cheez khud k lya
pasand nahi krta apny muslim bhi k lya b pasand nahi krta ho
Hadees Mubarik ha “Kamil
musliman wo shaks ha kis k hath or zuban sy dusray muslman mehfooz hon”
Jawab Dein: Islamiyat k basic mukhtsar mcq sawal o jawab
Agr koi muslim brother
dosry m apny liya dil m narmi or pyar qayyam krna chahy to wo os k sath salam m
pehly karien
Mazeed Seekhien: 24 ahadees in Urdu
Post A Comment: