Achi Aulad Maa Baap k lya sadka jariya bn jati ha. Parents jb in duniya
sy chaly jaty hain to peachy esal e sawab k lya Aulad hi hoti ha jo on k liya
Dua krti ha. Apny bachon ki achi tarbiyat karien on k huqooq ka kyal rakhien or
browakt on ki islam k bary m guide krty rehien. Bachy jb bary hoty jaty hain to
on py environment ka kafi asar parta ha lahza parents apny bachon ki sohbat or
mehfil ka kahsosi kyal rakhien , achy doston or logon m bethny dein . Jb Allah
kisi ko aulad ki nimmat sy nawazy to chahy k os ka pyara sa Islamic name
rakhein , Name rakhna kisi bachy ki personality py bht fark dalta ha.
Aulad ki achi care rights full fill karien sabi bachon k sath insan ka
rawaya apnaien . Hadees mubarik ha farmaya Jannat m ek ghar ha os ko khushyon
ka ghar kaha jata ha ic m wo log dakhil hon gy jo apny bachon ko kush rakhtien
hain.
Yad Karien: 24 Short (choti ) Hadees Urdu me
Tarbiyat e aulad k asoolon ko apnna or in py ammal krna hi duniya or akhrat sunwari ja skti ha.
Farmaya Tm zameen walon py rehm kro Asman wala tm py rehm kary ga
Seekhien: General Islamic knowledge for kids
Post A Comment: