Kasrat
azmaish hai jabkay barket aik Nemat . Kasrat naseeb hai aur barket khush
naseebi. Kasrat aap ka andaza hai ke is qader ho taakay aap ki zaroriat poori
hon aur barket Allah taala ki guarantee hai ke jo miley is mein zaroriat
laziman poori hon, izzat ki chadar kabhi sir se srkne nah paye gi .
Kasrat ki khwahish be cheeni –apne sath latayen hai. Yeh be cheeni soda ban kar dil o dimagh par chhaa jati hai, fikar ka shikaar kar deti hai aur shُkr se daur le jati hai. Jabkay barket ke sath Qanaat aur shukar lazim o malzoom hain. Shukar hi woh shai hai jo rehmat khuda wandi ki kunji hai .
Kasrat walay hisaab mein phas gaye, barket walay paar lag gaye
Post A Comment: