Namza deen-islam ka dosra rukan ha. Jo musalmano py faraz ki gae ha.
Insan din m rizak ki talaash k lya bhr nikly to Raat k wakt Qayyam karien.
Nimaz ki pabandi karien or Wakat par ada krien beshak Ahsan tareen amaal ha koi
cheez ko os k wakt par ada krna.
Namaz Fajar ki ho ya Zohar ki asar ki ho ya magrib isha ki Ic ki
following Faide hain.
1 Rozi Mein Barkat Ic sy paida hoti ha
2 Tandurasti or Sihat kiss sy milti hain Sajda kr k Allah k samny Prayer
mein.
3 Naik or tabaydar aulad
4 Khush Haal or acha purskoon Ghar
ka inaam
5 Logon me apas me Me Izzat or ahtram
6 Meidaan e Mehshar Me Jaam e Kausar milny ka inaam
7 Aakhirat Me Jannat (Heaven) ka Inaam
Imaan walon ko Allah paak ny in inaamat sy nawaza ha agr hum sahi tor py
islam ko follow krien
Ya Allah hum koi slam k baty howy rasty py ammal krny ki toufeeq ata
farmien or panch wakt ka nimazi banien ameen.
Parhien: Allah k samny Sajda karna or Inaam
Post A Comment: