Kitney taqqabur o ghuroor se hum dost rishta daaron ko batatay phirtay
hain ke hamara beta, bhai bahar hota hai aur is se be panah frmayshin karte
hain. Kabhi yeh nahi socha ke woh wahan kis haal mein ho ga, waqt pay khana
khata ho ga ke nahi, –apne liye jootay kapray kharidata ho ga ke nahi, bemari
mein chhutti karta ho ga ke nahi, sonay ke liye ghar jaissa sukoon aur jagah
muyassar ho gi ke nahi
Pardesi
Yeh aksar subah nashta b_h nahi karte ke kahin gaari hi ch_hot nah jaye
Nashta nazar andaaz karkay kehte hain" kaam ki jagah pay poanch kar
kuch کها len ge "
Jab kaam ki jagah pay poanch jatay hain to kaam ke dabao ki wajah se
nashta karna p_hr بهول jatay hain .
Sochte hain chalo dopehar lunch time hi kuch کهالیں
ge. . .
Lunch time mein b_h aksar yeh bchare pardesi mazdoor بهوکے reh jatay hain ke aksar kaam ke load ki wajah se over time ka
lalach beech mein ajata hai ke is baar chalo g_hr kuch hazaar ziyada chalay
jaye ge .
G_hr ke mamlaat aur khush usloobi se tey paley ge .
Break ke time yeh mazdoor jin pay aapko naz hota hai ke woh Dubai ,
Sharjah , bahrain, saudia, qutar, kuwait Europe ya duniya ke kisi konay mein hi
kyun nah ho jin pay aapko fakhr hota hai ke mera b_haﺋﯽ
to beron malik hota hai ,
Break time yeh koi kartn ka pees aﭨﻪa
kar koi پلاسٹ کچہرے ke dir se aﭨﻪa kar usko جهاڑ
kar wohi بچهاتے hue so jatay hain .
کچہرے ke
dir mein para gandah badbudar پلاسٹ
ya kartn ka pees
Jee haan. ..! ! !
Woh khud گتوں pay sotay hain aur
aap ko gaddon pay sulatye hain .
Subah 5? Bujey se leker raat shaam 7 bujey taq musalsal khoon o paseenay
ka aik aik qatra bahaya jata hai rial, darham, dinar ke liye
Jala dainay wali garmi dimagh ko ubaal kar rakh deti hai. Peenay ko
garam pani ,
Garam tareen sun-hwa jaisay ke tandoor se اٹهی
ho ,
صحراوں mein
gird o gubhar ke khofnaak tareen toofan ,
58 win chhat ke سکفولڈنگ pay k_hﮍe zindagi aur mout ki yeh jung sirf dinar aur apkee
khoshion ke liye pardes mein har din har subah har waqt har second ladi jati
hai .
Pardes mein aik pardesi pay kya guzarti hai aap uska andaza b_h nahi
laga satke .
Nihayat taaqatwar jismani wujood ke maalik ko aik mamooli dubla patla
ensaan bana kisi baat ke so so baatein suna deta hai .
Pardes mein rehne wala koi aik aisa mazdoor nahi jo kisi fikar kisi gham
kisi pareshani se azad ho .
Kabhi اقامے ki fikar ,
Kabhi کفالے ki b_hag daud ,
Kabhi kafeel ki tension ,
Kabhi جوازات ke masail ,
Kabhi company ki museebatein ,
Kabhi tabadlay ki taswish ,
Kabhi thankhowa waqt pay nah aana ,
Kabhi kaam honay nah honay ki takaleef ,
Kabhi saalan nah bananay pay larai jagray ,
Kabhi room rent ki fikar ,
Kabhi room se nikaalte ki damkiyan aur kabhi aap sab ki farmashien. ..!
! !
Yeh jo pardesi hain na. ..! ! !
Yeh aik aik حلالہ ( Saudi , bahraini,
qatri, koyti, dowai, Europi paisa ) bachatey hain .
Inka bohat mann karta hai ke kuch ach_ha sa kah le kuch ach_ha sa pi le
.
Be hadd mann karta hai ke kabhi kfc bargar king albik kabaab kahay ya
red bil pi le ,
Lekin
G_hr ka khayaal atay hi jaib ijazat nahi deta ,
To yeh becharay wapas ho jatay hain .
Unhon ney aik aik rupay bacha kar –apne liye b_h kuch bachat ki hoti hai
ke zindagi ka kya barosa. .. .
Yeh sara waqt isi bachat ko dekh kar mazdoori karte hain ke chalo is mah
g_hr bejnay aur kharcha nikaal kar mere paas chalees pachaas rupay bach rahay
hain .
Yeh isi ko dekh kar khush hotay hain .
Aik aik rupay joor kar jab kuch aas ban jata hai to ghar wapas anay ki
tayari karte hain .
Ticket ki maloomat karte hain head office baat karte hain .
Pata chal jata hai ke sahib ki choti barabar honay wali hai ,
P_hr woh apna programme banata hai ke kab jana hai
Ke
Ke achanak g_hr se kisi farmaaish ajati hai ke usko falan kaam ke liye
itnay pesey chahiye
Tab aik taraf ghar wapsi aur doosri taraf g_hr walon ki khwahisaat ,
Kis ko muntakhib kere .
Tab woh sochta hai ke chalo koi masla nahi mein aik saal aur laga deta
hon .
" ach_ha jee mein pesey bejh dun ga" aik saal ki hi to baat
hai mein aglay saal wapas ajata hon choti pay. .. "
Aur woh apni wohi bachat shaam ko g_hr rawana kardaita hai .
Yeh jo pardesi hotay hain na. ..! ! !
Yeh apke liye roz mout ka saamna karte hain ,
Pall pall jee kar martay hain .
Aksar raat ko kambal mein ro b_h letay hain .
Ke dukh dard kis ko sunaye .
Yahi soch kar
Ke chalo mein takleef hon pechy g_hr walay to sukahi hain na meri wajah
se ,
–apne pardase ko be ja farmashien karkay tang
nah karen .
Allah sab pardes mein rehne walay bhaiyon ko –apne hifz o Amaan mein
rakhay, ameeeeeeeeeeen
Un ke asaab pehlay hi pareshaniyon ki wajah se tabah ho chukay hain .
Un se koi shai maangni ho be hadd qeemti shai ki demand bilkul nah karen
.
Aik galaxy seven age ki qeemat aik mazdoor ki teen mah ki thankhowa hai
.
Yeh teen mah ki thankhowa woh Sooraj ke samnay kara hokar apna chamra
aur khoon jala kar wusool karte hain .
Aap ki aisi fuzool ki farmashien unko mazeed pareshan kardeti hain ,
Un ko mazeed sochon mein daal deti hain .
Aur aapko bahrain dabi, qutar, saudia Europe mein Sooraj ke tapish ki
taaqat ka andaza nahi ,
Woh ensaan ko koyla bana deti hai .
Post A Comment: